Saturday 5 April 2014

Dard-E-Disco From Om Shanti Om

(O haseena, o neelampari, kar gayi kaisi jaadugari
 Neend in aankhon se cheen li hai, dil mein bechainiya hai bhari) - 2
 Main bechara hoon awaraa bolo samjahon main yeh abb kis kis ko
 Dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 4
 
 (Ohh fasale gul thi, gulposhiyon ka mausam tha
 Hum per kabhi sargoshiyon ka mausam tha) - 2
 Kaisa junoon, khwaabon ki anjuman mein tha
 Kya mein kahoon, kya mere baakpan mein tha
 Ranish ka chala tha...fhobwara, phoota jo khwaab ka... goobbara
 Abb phirta hoon mein, london, paris, new york, la sans fansico
 Dil mein mere hai, dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 2
 Dard-e-disco come on now lets go - 5
 
 (Lamha lamha armaano ki farmaaish thi
 Lamha lamha jurrrat ki aajmaaish thi) - 2
 Abr-e-karam ghir ghir ke mujhpe barsa tha
 Abr-e-karam barsa to tab mein tarasa tha
 Phir kyun na hua mazar mera, woh mera sanam dilbar mera
 Dil tod gaya mujhse chhod gaya, woh peechale mahine ke chhabis ko
 Dil mein mere hai, dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 2
 O haseena, o neelampari, kar gayi kaise jaadugari
 Neend in aankhon se cheen li hai, dil mein bechainiya hai bhari
 Main bechara hoon awaraa bolo samjahon mein yeh abb kis kis ko
 Dil mein mere hai, dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 4

No comments:

Post a Comment