Saturday 15 February 2014

LYRICS OF JIYA MAIN NA JIYA FROM GUNDAY


Jiyaamain na jiyaa reza rezamera jiyaa - 2
Main begaana saa tha deewana saa
Mujhko teri chahat ne bata diya
Jiya jiya main na jiya - 2
Jiya jiya haan main na jiya

Ho... likhoon hawaon pe main nainon se naam tera
Ho.. saaye se main haathon ke saaya loon thaam tera
Ishq ka tu hai rab jiske chaaron taraf
Meri baahon ke ghere ka bane haashiyaan
Jiyamain na jiya reza rezamera jiya
Jiya main na jiya main na jiya

Naina firozi nehar khwabon ke paani mein ghar
Ho aise hoon main tere bin sehera ki jaise sehar
Saans mein tu bhare do jahan se pare
Aake tujhse miloon main mere saathiyaa
Jiyamain na jiya reza rezamera jiya
Jiya main naa jiya main na jiya

No comments:

Post a Comment